MANSHIK KAMJORI
Ye story "MANSHIK KAMJORI" par adharit hai. Dimaag ki kamjori, Log bina kuch soche samjhe apne man par kabu na rakh kar galat kadam utha baithte hai or baad me jaa kar unhe uske liye pachtana padta hai. Ye kahani aise hi ek ladki ki kahani hai, jiska naam 'Nootan' hai (age- 19). Nootan ke gharwale uski shadi ki baat karte hai, or Nootan ki shadi ek lakdi kaatne wale 'Dholu' naam ke wyakti se kar dete hai. Shadi ke baad Nootan kisi or ke sath bhag jati hai. jiska use andaza bhi nahi rehta kisi iske liye use Kya Kya bhugatna padega or baad me ye baat Nootan ko samajh aati hai. Jiske liye Nootan bahot roti hai or pachtati hai ki usne kya kar diya, ek galti ki wajah se uski life kya se kya ho gyi. Shayad us waqt agar wo apne man par kabu rakhti toh aaj wo apne pati ke sath ek khushal zindagi bita rahi hoti. Nootan faisla karti hai ki wo apne pati Dholu ke pass wapas jaegi. Lekin Dholu kya fir use apnaega. Janne ke liye puri kahani padiye.